mandar maregi chhokariya
mandar maregi chhokariya
apne jiyara ko sambhal
bandar maregi chhokariya
apne jiyara ko sambhal
bandar maregi chhokariya
apne jiyara ko sambhal
nikli pehen ke choli gagra
kamal re kamal
nikli pehen ke choli gagra
kamal re kamal
mukhda hai gora kala chasma lagai
sundar jawani usne fashion sajaaye
mukhda hai gora kala chasma lagai
sundar jawani usne fashion jagai
chalti sadak pe hai dekho balkhai
na maane na maane chhori
jawan piya jeela hilai
na maane chhori
jawan piya jeela hilai hilai hilai
tan pe jawani mere jab se hai aayi
niyat pe teri pad gayi hai ghatai
tan pe jawani mere jab se hai aayi
niyat pe teri pad gayi hai ghatai
hogi nahin jee teri meri sagai
na maane na maane chhora
banana chahe mujhko lugai
na maane chhora
banana chahe mujhko lugai lugai lugai
mujhko nahin dar hilaaugi jhila
khojungi sajan main baka chhabila
tujhse bhi jyada wo hoga romila
chauda badan jiska hoga gathila
samjhegi baat na kregi ladai
pichhe dagariya pe lege angdai
samjhayega kaun isko ae bhai
na maane na maane chhori
jawan piya jeela hilai
na maane chhori
jawan piya jeela hilai hilai hilai
aashiq nazariya se khud ko bacha lo
chanchal chunariya hai isko sambhalo
hai maano kaha mujhe apna bana lo
apne upar se ye khatra hata lo
bajega baja bajegi sehnai
baithungi doli mein mahendi rachai
apne deewane se karugi sagai
na maane na maane chhora
banana chahe mujhko lugai
na maane chhora
banana chahe mujhko lugai lugai lugai
mukhda hai gora kala chashma lagai
sundar jawani usne fashion sajaaye
tan pe jawani mere jab se hai aayi
niyat pe teri pad gayi hai ghatai
hogi nahin jee teri meri sagai
na maane na maane chhora
banana chahe mujhko lugai
na maane chhora
banana chahe mujhko lugai
dilli hile bambai hile kalkatta hilela
lachke hai jab kamariya kanpur patna hilela
na maane chhori jawan piya jeela hilai
na maane chhori jawan piya jeela hilai