kuch khushbuye yado ke jungal se beh chali
kuch khidkiya lamho ke dastak pe khul gayi
kuch git purane rakhe the sirhaane
kuch sur kahi khoye the bandish mil gaye
jine ke ishare mil gaye bichde the kinare mil gaye

meri jindagi me teri barish kya huyi
mere raaste dariya bane behne lage
meri karvato ko tune aake kya chhua
kahi khwaab nindo ki gali rehane lage
jine ke ishare mil gaye bichde the kinare mil gaye
jine ke ishare mil gaye bichde the kinare mil gaye
meri loh havaao se jhagadkar ji uthi
mere har andhere ko ujale pi gaye
tune haske mujhse muskurane ko kaha
mere mann ke mausam gulmohar se ho gaye
jine ke ishare mil gaye bichde the kinare mil gaye
jine ke ishare mil gaye bichde the kinare mil gaye
kuch khushbuye sanso se sanso me ghul gayi
kuch khidikya aankho hi aankho me khul gayi
kuch pyas adhuri kuch shyam sinduri
kuch reshami gunaho me rate dhal gaye
jine ke ishare mil gaye bichde the kinare mil gaye
jine ke ishare mil gaye bichde the kinare mil gaye
bichde the kinare mil gaye

lyrics typed by: neha gupta

Shankar Mahadevan has done a fabulous job, no doubt about it but do spare a
thought for the wonderful chorus,
Hats off to you guys if anyone from the chorus
is reading this !