Lyrics of Jine Ke Liye Jindagi Ko Duniya Me Har Admi - जीने के लिए जिंदगी को दुनिया में हर आदमी
jine ke liye jindagi ko duniya me har admi ko
kabhi hasna padta hai kabhi rona padta hai
kuch pane ke liye kuch khona padta hai
jine ke liye jindagi ko duniya me har admi ko
kabhi hasna padta hai kabhi rona padta hai
kuch pane ke liye kuch khona padta hai
baat hai ye maamuli si baat ye koi khaas nahi
ho baat hai ye maamuli si baat ye koi khaas nahi
khushiya band hai kamre me par chabi apne pas nahi
khushiya band hai kamre me par chabi apne pas nai
phir bhi mai udas nahi
jine ke liye jindagi ko duniya me har admi ko
kabhi hasna padta hai kabhi rona padta hai
kuch pane ke liye kuch khona padta hai
aane wala kal ka suraj naya sawera layega
haan aane wala kal ka suraj naya sawera layega
gum ka kala andhiyara phir dur kahi kho jayega
gum ka kala andhiyara phir dur kahi kho jayega
ha aisa sawera ayega
jine ke liye jindagi ko duniya me har admi ko
kabhi hasna padta hai kabhi rona padta hai
kuch pane ke liye kuch khona padta hai
such a loveable song..