ho o mitwa re o mitwa
ho o mitwa re ho rama ho
jis ka allah beli hai
jis ka ram khewaiya hai
jis ka allah beli hai
jis ka ram khewaiya hai
tufan manjhi ban jaye
par uski naiya hai
tufan manjhi ban jaye
par uski naiya hai
haiya re ho haiya chali jiwan ki naiya
ho o mitwa re o mitwa
ho o mitwa
aandhi bhi nagma chede
bijali bhi git sunaye
aandhi bhi nagma chede
bijali bhi git sunaye
majhdar se nikale shahil
andhiyara dip jalaye
jab chale musafir
jab chale musafir himmat se
khud manjil chal ke aati hai
jis ka allah beli hai
jis ka ram khewaiya hai
tufan manjhi ban jaye
par uski naiya hai
tufan manjhi ban jaye
par uski naiya hai
haiya re ho haiya chali jiwan ki naiya
ho o mitwa re o mitwa
ho o mitwa
dharti se dur gagan tak
khushiyo ke pade hai jhule
dharti se dur gagan tak
khushiyo ke pade hai jhule
kya soch raha hai rahi
aakash ko badh kar chhu le
kuch phul to aise
kuch phul to aise hote hai
jo pathar pe khil jate hai
jis ka allah beli hai
jis ka ram khewaiya hai
tufan manjhi ban jaye
par uski naiya hai
tufan manjhi ban jaye
par uski naiya hai
haiya re ho haiya chali jiwan ki naiya
ho o mitwa re o mitwa
ho o mitwa
har bikhara hua ek sapna
aankho ka basera mange
hara bikhara hua ek sapna
aankho ka basera mange
jiwan ka kshitij bhi
rangin sawera mange
jab ghor andhera
jab ghor andhera hota hai
tan bhor dikhai deti hai
jis ka allah beli hai
jis ka ram khewaiya hai
tufan manjhi ban jaye
par uski naiya hai
tufan manjhi ban jaye
par uski naiya hai
haiya re ho haiya chali jiwan ki naiya
ho o mitwa re o mitwa
ho o mitwa