jis rut me chudiya khanakti hai
ho jis rut me chudiya khanakti hai
wo rut aa gayi mastani
wo rut aa gayi mastani
dulhe raja aayenge le jayenge bana ke rani

wo bachpan ke khel khilaune, wo gudiya ki sadi

yad aayegi bholepan ki bate sidhi sadi
ho bate sidhi sadi
bhul ke sakhiyo ki nadani, tu ban jaye sayani

dulhe raja aayenge le jayenge banake rani
banno kaa aanchal divana pagal
barasega piya par ye bankar badal
banno ke kangan karte hai khankhan
ye rukti sanse haye badhti dhadkan
gati hai babul ki galiya, kehte hai chaubare

tere daman me bhar jaye ambar ke sab tare
ha ha ha ambar ke sab tare
tere din ho rang hasin ke, raate ho nurani

dulhe raja aayenge le jayenge banake ranee