jise maine maanga mujhe na woh mila
mujhko jisne chaha mai uska na hua
ajab silsila hai ye duniya toh phir bhi
kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
jise maine maanga mujhe na woh mila
mujhko jisne chaha mai uska na hua
ajab silsila hai ye duniya toh phir bhi
kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
na ye pal hai humara, kabhi na tha ye humara
kaha pal ruka hain, ye chalta hi raha hain
magar ye pyar phir bhi khatam naa hoga kabhi bhi
nahi woh mila hain toh phir kaisa gila hain
magar dil ki dhadkan khamosh bankar
use yaad karti har lamha har ghadi
jise maine maanga mujhe na woh mila
mujhko jisne chaha mai uska na hua
ajab silsila hai ye duniya toh phir bhi
kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
ke jab jab chandni ko mera dil hai tarasta
tabhi bebaak badal kyun aake hai barasta
magar aankho ka aansu bina badal chhalakta
sisakta machalta na kisi ki hai sunata
zamane se chhup kar kyun palken humesha
tera khwaab rakhti har lamha har ghadee
jise maine maanga mujhe na woh mila
mujhko jisne chaha mai uska na hua
Sehr schön und romantisch gesungen...great :)