jise yaar ka sacha pyar mile
use sare jaha ki daulat kya
jise yaar ka sacha pyar mile
use sare jaha ki daulat kya
teri aankho me chamke pyar agar
heero ki mujhko jarurat kya
duniya me jiska mol nahi
wo kya hai pyar pyar pyar
tu jo sath ho dil ke pas ho
har gum hai gawara
bharti nahi nigah tera
karke nazara
humraj tu mera saz hai tu
mere dil ka tu gahna
hai swarg se pyara mujhe
teri baho me rahna
jab dekhu mai tujhko
lagta hai mujhko
rab ka hua didar
jise yaar ka sacha pyar mile
use sare jaha ki daulat kya
teri aankho me chamke pyar agar
heero ki mujhko jarurat kya
duniya me jiska mol nahi
wo kya hai pyar pyar pyar
tera sahara mai ban jau
mera sahara tu ho
ang milake aise sang chalu jaise
phul ke sang khusbu ho
tera sahara mai ban jau
mera sahara tu ho
ang milake aise sang chalu jaise
phul ke sang khusbu ho
tum jaise rakhoge waise rahungi
karti hu ikraar
jise yaar ka sacha pyar mile
use sare jaha ki daulat kya
teri aankho me chamke pyar agar
heero ki mujhko jarurat kya
duniya me jiska mol nahi
wo kya hai pyar pyar pyar