Lyrics of Jiska Koi Nahi Uska Khuda Hai Yaaro - जिसका कोई भी नहीं, उसका खुदा हैं यारों
jiska koi bhi nahi, uska khuda hain yaro

main nahi kahta, kitaabon me likha hain yaro
jiska koi bhi nahi, jiska koi bhi nahi

intjaar aaj ke din ka tha, badi muddat se

aaj usne mujhe divana kaha hain yaaro
aaj usne mujhe divana kaha hain yaaro
mudkar ke dekhu to kidhar
aur sada du to kise
mudke dekhun to kidhar
mudke dekhu, mudke dekhun
mudkar ek dekhun to kidhar
aur sada du to kise
mere manjhi ne mujhe, chhod diya hain yaro

koi deta hain duaayen, to ye jal uthata hain
koi deta hain duaayen
koi deta hain duaayen, to ye jal uthata hain
mera jivan kisi, mandir ka diya hain yaaro

main andhere me rahun, ya main ujaale me rahun
main andhere me rahun rahun rahun
main andhere me rahun, ya main ujaale me rahun
aisa lagta hain koi dekh raha hain yaaro
aisa lagta hain koi dekh raha hain yaaro
jiska koi bhi nahi, uska khuda hain yaro
main nahi kahta, kitaabon me likha hain yaro
jiska koi bhi nahi, jiska koi bhi nahi
yaaro raaro yaaro
Wonderful! He is the only living legend now. May God bless him with long
life.