jiska palla bhari dekhe chale usi ki chal
are kaan khol ke sunlo bhaiya is dunia ka haal
nirdhan ka na koi leta naam
nirdhan ka na koi leta naam
or paisa ho to ram ram
kalyug hai isi ka naam
ji ha re ha re ji ha re
roz udaye dudh mali da nakara insaa
bate kar kar ke mar jaye
bade bade gunwan
maya ke ye lobhi sab hai
paise ko bhagwan
paise ko bhagwan
are apna to aisi dunia ko
apna to aisi dunia ko
dur se hi ram ram
nirdhan ka na koi leta naam
nirdhan ka na koi leta naam
or paisa ho to ram ram
kalyug hai isi ka naam
ji ha re ha re ji ha re
matlab jispe aan pade le uske hatho hath
sab uski parchhai bankar sath rahe din raat
sath rahe din raat
sath rahe din raat
matlab nikle to phir bhaiya koi na puche baat
koi na puche baat
kagaz ke ye phul hai inme
kagaz ke ye phul hai inme khusbu ka kya kaam
nirdhan ka na koi leta naam
nirdhan ka na koi leta naam
or paisa ho to ram ram
kalyug hai isi ka naam
ji ha re ha re ji ha re