jism me kaise jaadu jaage hain
saans me jaani kaisi khushbu hain
dil dhadakta hai jaise kaano me
dil dhadakta hai jaise kaano me
main hun tanhaaiyan hain aur tu hain
hain aur tu hain
jism me kaise jaadu jaage hain
saans me jaani kaisi khushbu hain
dil dhadakta hai jaise kaano me
dil dhadakta hai jaise kaano me
main hun tanhaaiyan hain aur tu hain
hain aur tu hain
tan me jaise nasha sa bahta hai
aise me hosh kisko rahta hain
kashmsata hua badan tera
kuchh ishaaro me mujhse kahta hain
baahon ke ghere simte jaate hain
chehre dhire se paas aate hain
bahka bahka sa hain rang tera
honth halke se kanpkanpate hain
main hun tanhaaiyan hain aur tu hain
aur tu hain
thartharate ye haath garm se
lavsh pighle huye hain garm se
pyasi jhalki hain jo nigahon se
palke jhuki hain jo nigahon se
o tere nas nas me jaise chalne lage
tan badan me aala uchhalne lage
jaane ye kaisi aanch aati hain
jisme dono badan pighlane lage
main hun tanhaaiyan hain aur tu hain
aur tu hain
jism me kaise jaadu jaage hain
saans me jaani kaisi khushbu hain