Video of this song from youtube
Lyrics of Jivan Kee Bagiya Mahakegee Lahakegee Chahakegee - जीवन की बगिया महकेगी, लहकेगी चहकेगी
jivan ki bagiya mahakegi, lahakegi
jivan ki bagiya mahakegi, lahakegi, chahakegi
khushiyo ki kaliya jhumengi, jhulengi, phulengi
jivan ki bagiya

woh mera hoga, woh sapna tera hoga
miljul ke maanga, woh tera mera hoga
jab jab woh muskuraayega apna sawera hoga
woh mera hoga, woh sapna tera hoga
miljul ke maanga, woh tera mera hoga
jab jab woh muskuraayega apna sawera hoga
thoda hamara thoda tumhara, aayega phir se bachpan hamara
jivan ki bagiya mahakegi, lahakegi, chahakegi
khushiyo ki kaliya jhumengi, jhulengi, phulengi
jivan ki bagiya

ham aur bandhenge, ham tum kuchh aur badhenge
hoga koyi bich toh ham tum aur badhenge
bandhega dhaga kachcha, ham tum tab aur badhenge

mera rajdulaara, woh jivan pran hamara
phulega ek phul khilega pyaar hamara
din ka woh suraj hoga, raato ka chaand sitaara

lyrics of song Jivan Kee Bagiya Mahakegee Lahakegee Chahakegee
Comments on song "Jivan Kee Bagiya Mahakegee Lahakegee Chahakegee"
Brahamanapalle Murthy on Monday, September 27, 2010
excellent melody duets from Kishore and Lata. Thanks for upload. Its a loss
that Kishore is no more. The words in the lyric gets more beautiful, by the
way he utters the same in every song. This is also like that. As usual
mumtaz is very beautiful.
bkthapliyal on Friday, August 27, 2010
@prajjwalit
i m also agree with u...yeah Sir Gopal Das Neeraj is greatest lyricist of our country.. nowadays he never write for hindi cinema...his lines i like lot...i wnt to send u..
Pyare Har Pal Ko Jiyo, Antim Hi Pal Maan
Antim Pal Hai Kaun Sa, Kaun Saka Hai Jaan.
Neena Sharma on Saturday, March 27, 2010
Lataji jaisi mishri jaisi aawaaz aajkal filmon mei kahan sunne ko milti hai
- a great treat after a long time !! Thanks... !!!
prajjwalit on Wednesday, July 28, 2010
It is poeted by none other than Gopal Das Neeraj. He has given many
memorable songs to us.
soloMarathiguy on Friday, December 25, 2009
Masterpiece - Mumtaz is just fantastic, she was the most admired actress of
that era.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Tere Mere Sapne (1971)
Dev Anand, Mumtaz, Hema Malini, Vijay Anand, Tabassum, Agha, Sapru, Jay Shree T, Mumtaz Begum, Dulari, V Gopal, Uma Dutt, Leela Mishra, Mahesh Kaul, Premnath, Prem Sagar, S Banerji, Jankidas, Paro, Mukesh, Ravikant, Baby Tabassum, Rajpal, Bhagwan Sinha, Soni, Misra, Abdul, Darshan, Sharma, AsifAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna DeyNeerajS D BurmanVijay AnandDev AnandTere Mere Sapne at IMDB      Tere Mere Sapne at WikipediaTere Mere Sapne at YouTube     |    Tere Mere Sapne at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type