jiwan path pe ek rath ke do pahiye ban chalate jayen
jiwan path pe ek rath ke do pahiye ban chalate jayen
prit ke bandhan me bandha ke ham dono ek
nagar ayen jiwan path pe rath ke do pahiye ban
chalate jayen
jabse tera pyar paya hai chhayi hai masti nigaho me
jabse tera pyar paya hai chhayi hai masti nigaho me
sukh mil gaya swarg kaa mujhko sukh mil gaya swarg
kaa mujhko
ake sajan teri bahon me ake sajan teri bahon me
janam janam ke sathi ham har janam me yuhi muskaye
prit ke bandhan me jiwan path pe rath ke do pahiye ban
chalate jayen
ruthe agar too kabhi mujhse puja se apani mana lu mai
ruthe agar too kabhi mujhse puja se apani mana lu mai
jiwan me woh pal naa aaye kabhi jiwan me woh pal naa
aaye kabhi
tujhse kahee dur jau mai tujhse kahee dur jau mai
jidhar jidhar mai dekha karu bas tere hee saye laharaye
prit ke bandhan me jiwan path pe rath ke do pahiye ban
chalate jayen
kal kaa bane sahara jo aya hai ghar me woh apna
kal kaa bane sahara jo aya hai ghar me woh apna
dekha tha milke jo hamne dekha tha milke jo hamne
pura huwa hai woh sapna pura huwa hai woh sapna
dekh ke apani prem nishani badhati jayen ashayen
dekh ke apani prem nishani badhati jayen ashayen
one of the best forgotten song by Yesudas and Ashaji.Thanks for
uploading.This movie 'Agar' was nice suspense movie.Must watch.