jiyenge magar muskura na sakenge
jiyenge magar muskura na sakenge
ke ab jindagi mein mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai hai
labo pe taraane ab aa na sakenge
labo pe taraane ab aa na sakenge
ke ab jindagi mein mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai hai
bahare chaman mein jab aaya karengi
najaaro ki mahfil sajaya karengi
bahare chaman mein jab aaya karengi
najaaro ki mahfil sajaya karengi
najare bhi hamko hansa na sakenge
najare bhi hamko hansa na sakenge
ke ab jindagi mein mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai hai
jawaani rulaayengi saawan ki raate
jamana karenga mohabbat ki baate
jawaani rulaayengi saawan ki raate
jamana karenga mohabbat ki baate
magar hum ye saawan mana naa sakenge
magar hum ye saawan mana naa sakenge
ke ab jindagi mein mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai hai
labo pe taraane ab aa na sakenge
ke ab jindagi mein mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai hai
An excellent Ghazal by immortal Mukhshji. In fact Ghazals of the singer are
much limited.There was a time in his career when he had rather no work once
Kishore captured entire industry displacing even Rafi sahib. He sang Rama
charit manas and made history.Of course soon he passed away suddenly
causing great pain to all his lovers.