jiyege magar muskura na sakenge
jiyege magar muskura na sakenge
ki ab zindgi me mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai
labo pe taraane ab aa na sakenge
labo pe taraane ab aa na sakenge
ki ab zindagi me mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai
bahaare chaman me jab aaya karegi
nazaaro ki mahfil sajaya karegi
bahaare chaman me jab aaya karegi
nazaaro ki mahfil sajaya karegi
nazare bhi humko hansa na sakenge
nazare bhi humko hansa na sakenge
ki ab zindagi me mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai
jawani jo layegi sawan ki raate
zamana karega mohabbat ki baate
jawani jo layegi sawan ki raate
zamana karega mohabbat ki baate
magar hum ye sawan mana na sakenge
magar hum ye sawan mana na sakenge
ki ab zindagi me mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai
labo pe taraane ab aa na sakenge
ki ab zindagi me mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai
you can listen to this voice full of humanness, compassion, and tranquilty hundred times back to back. I am sure there is no replacement of mukesh possible, where as we have many poor clones of rafi and kishore.