agar safar shuru hai to sang hain raaste
kadam kadam pe jung si ye zindagi mile
ho mushkilon ke daur me sab kuch farebi
safar pe koi tera na ho, tu khud ko thaam le
teri sunega tu jo kahega, aasmaan khulega
tera banega lamha rukega, jab chahega tu jaha
jo hoga dekh lenge
han ye hausle kahenge
hum ummede jod lenge
na rukenge na thamenge
jee chahega jo karenge
hum jaha me rang phir naya bharenge
jee bhar ke jee to le
isse jyada mange aur kya
har muqaam haansil hota hai usi ko
jo sifar ko saikadon me gholata chale
chaand kaarkhana, to suraj pe ghar ho
jo waqt ko sahi sahi se tolataa chale
kya aadha aadaa pura iraada, jeet tay karega
jyaade se jyaada ho khud se waada
haal hoga har imtahaan
jo hoga dekh lenge
han ye hausle kahenge
hum ummeden jod lenge
na rukenge na thamenge
jee chahega jo karenge
hum jaha me rang phir naya bharenge
jee bhar ke jee to le
isse jyada mange aur kya
ghar ka samundar khangale
kashtiyaan kinaare lagale
gum udasiya gale laga ke
muskurahato ke ghar chale
dhoop leke khile andhiyara dho de
kaske baandh ke paigam taang de
chitr kyu bane chitrakar hai tu
har ek saans yudh me ladtaa chale tu
to choomkar tere kadam
ye zindagi milegi
khidmat me teri
lagi rahegi kaaynaat saari
tere bina adhoori rahegi
har dasta nayi purani
jo hoga dekh lenge
ha ye hausle kahenge
hum ummede jod lenge
na rukenge na thamenge
jee chahega jo karenge
hum jaha me rang phir naya bharenge
jee bhar ke jee to le
isse jyada mange aur kya
jo hoga dekh lenge
haan ye hausle challenge
hum ummeden jod lenge
na rukenge na thamenge
jee chahega jo karenge
hum jaha me rang phir naya bharenge
jee bhar ke jee to le
isse jyada mange aur kya
Benny saved the day ... Shankar is needed for melodious tracks.. decent
from Ehsaan and loy.. but they have to work on the base tunes ... seems
forced mostly and less worked on... this one is the best of the lot in the
latest coke seriees... again benny was great :)