jo dil peh gujarti hai dikha bhi nahi sakte
aur chahe sunana to suna bhi nahi sakte
jo dil peh gujarti hai dikha bhi nahi sakte
dikha bhi nahi sakte
aur chahe sunana to suna bhi nahi sakte
suna bhi nahi sakte
hontho pe hansi aaye to ro deti hain aankhe
gam itne sahe hain ke bhula bhi nahi sakte
hontho peh hansi aaye to ro deti hain aankhe
to ro deti hain aankhe
gam itne sahe hain ke bhula bhi nahi sakte
ke bhula bhi nahi sakte
jo dil peh gujarti hai dikha bhi nahi sakte
dikha bhi nahi sakte
jalta hai jigar aur maja lete hain shole
ye aag hai ulfat ki bujha bhi nahi sakte
jalta hai jigar aur maja lete hain shole
maja leten hain shole
ye aag hai ulfat ki bujha bhi nahi sakte
bujha bhi nahi sakte
jo dil peh gujarti hai dikha bhi nahi sakte
dikha bhi nahi sakte
aankho me chupaye hain mohabbat key do aansu
dar ye hai naa kho jaye baha bhi nahi sakte
aankho me chupaye hain mohabbat key do aansu
muhabbat key do aansu
dar ye hai naa kho jaye baha bhi nahi sakte
baha bhi nahi sakte
jo dil peh gujarti hai dikha bhi nahi sakte
dikha bhi nahi sakte
aur chahe sunana toh suna bhi nahi sakte
suna bhi nahi sakte
I may be wrong, but I believe it is Jayshree herself who is singing here.
She and Nutan were among the actresses who sang a few songs on themselves,
as( equally rarely) did Dilip Kumar and Askok Kumar on the male side. Of
course, in reverse, there were singers who acted, though few in stellar
ways. Recall, say, KLS, Kanan Devi, Mukesh, Talat Mehmood, and Kishore
Kumar. Even Lataji acted early on in some forgotten movies. In
singing,Jayshree is not bad at all. Thanks, Suhanee.