jo sath chale milkar
jo sath chale milkar wo yaar nahi milta
bedard hasino se
bedard hasino se kabhi pyar nahi milta
jo sath chale milkar wo yaar nahi milta
bedard hasino se kabhi pyar nahi milta
ye hai patthar bedardi, ye hai sangdil harzai
dil tod ke tadpane ki
har ada inhone paayi
bhari barsat me tune ujada aashiyane ko
tuli hai kyu mere dil ko tu mitti me milane ko
dukho ka dukh nahi mujhko
na zakhmi dil ka shikwa hai
lagaya tha tune dil kya meri hasti mitane ko
ye hai patthar bedardi, ye hai sangdil harzai
dil tod ke tadpane ki
har ada inhone paayi
inke dil me to wafa ka
inke dil me to wafa ka
ek phul nahi khilta
bedard hasino se kabhi pyar nahi milta
jo sath chale milkar wo yaar nahi milta
aashiq ke dil ko ye to
samjhe bas ek khilauna
diwane inke yaaro tum bhul ke bhi mat hona
mujhe katal karke mehandi
mere khun ki lagana
jab uthe mera janaja shahnaiya bajana
jo diye hai tune dilbar
wo hi zakhm ab jalenge
kabhi bhulkar kabr par
koi shama na jalana
aashiq ke dil ko ye to
samjhe bas ke khilauna
diwane inke yaaro tum bhul ke bhi mat hona
deti hai zakhm ye aisa
deti hai zakhm ye aisa
jo zakhm nahi bharta
bedard hasino se kabhi pyar nahi milta
jo sath chale milkar wo yaar nahi milta
har wada inak jhutha
har kasam hai inki jhuthi
jaane kitno ki inhone dil ki duniya hai luti
bure nasib mere ruth gaya yaar mera
bure nasib mere ruth gaya yaar mera
najar milake koi le gaya karar mera
udaas aankho se aansu ab chhalakte hai
khatam hota nahi lekin ye intzaar mera
har vada inka jhutha
har kasam hai inki jhuthi
jane kitno ki inhone dil ki duniya hai luti
deti hai pyar ke badle
deti hai pyar ke badle
wo gham jo bahi bharta
bedard hasino se kabhi pyar nahi milta
jo sath chale milkar wo yaar nahi milta
jo sath chale milkar wo yaar nahi milta
bedard hasino se kabhi pyar nahi milta
jo sath chale milkar wo yaar nahi milta
bedard hasino se kabhi pyar nahi milta
jo sath chale milkar wo yaar nahi milta
bedard hasino se kabhi pyar nahi milta
jo sath chale milkar wo yaar nahi milta
bedard hasino se kabhi pyar nahi milta