Thumb | Song Heading | Singer | Composer | Lyricist | Actor | Film (Year) | Category |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Jo Tamana Dil Me Thi 4.14 - 7 votes | Lata Mangeshkar | Govind Ram | Ashok Kumar, Nalini Jaywant | Jal Pari (1952) | Sad Songs |
Movie | Film Cast | Singer | Lyricist | Composer | Director | Producer | External Links |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Jal Pari (1952) |
Ashok Kumar, Geeta Bali, Bipin Gupta, Nalini Jaywant, Tiwari, Sunder | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Zohra Bai | Qamar, Ramesh Gupta | Pandit Gobindram | Mohan Sinha | Jal Pari at IMDB |
Kitna dard bhara, naummeedi main dooba geet Lata ji ki kamsin awaz main.kya
kahen Iss sanjeeda geet ke liye ya toote dil ki pukaar ke liye. Dil kee
tadap Lata Jee ke ghamgeen swar main saaf mahsoos kee jaa sakti hai.
Jo tammanna dil main thee , barbad hokar rah gayee .
Zindagi mere liye naashad hokar rah gayee .
Barbad huyee Dil kee duniya , ulfat ke sahare toot gaye ,
Hamm jinke sahare jeete the, afsos wo hamm se rooth gaye.
Iss behad , behad meethe geet ke liye behad , behad Shukriya Ajay.