jogi mujhko dekho na 
sajna mujhse bolo na 
sun sun sun le, tu bhed mere man ke 
fansa fansa fansa fansa fansa 
aise kyo akdata hain, tu taan tan ke 
fansa fansa fansa fansa fansa 
tadapaao nahi, tarsaao nahi 
dil ko todo na 
tu hain meri sundai ha, jaise juhin ki kali 
pyaar ke suhane mile hain, aaj mauke 
kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa 
dam kisme hain jo aaj mujhe roke 
kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa 
bhadke aaj shola, kar le raaslila 
ban ke radhika 
dil udane laga isko pakdo 
takdhina dhin takdhina 
sanso me basakar dil rakh lo 
takdhina dhin takdhina 
kaliyug ki main banke radha 
aai tapsya karne bhang 
le jaaungi apne sang 
aai urvarshi jaisi chal kar tu 
takdhina dhin takdhina 
hay menka jaisi chanchal tu 
takdhina dhin takdhina 
chanchal chanchal chitvan teri 
tam me hain pyar ki khushbu 
chalne laga tera jadu 
sajna ab na chhodna 
sajni ab na chhodunga ha 
are jism ko aake rang dalo 
takdhina dhin takdhina 
jo ji chahe wo kar dalo 
takdhina dhin takdhina 
main shola tum angara ho 
tan man ko jal jaane do 
hoga jo ho jane do 
tum paanv ki payal chhanka do 
takdhina dhin takdhina 
tum hath ke kangan khanka do 
takdhina dhin takdhina 
maine apna jivan sara 
naam tumhare likh dala 
main hu tera matwala 
sajna ab na chhodna 
sajani ab na chhodunga ha
sun sun sun le, tu bhed mere man ke 
fansa fansa fansa fansa fansa 
pyaar ke suhane mile hain, aaj mauke 
kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa 
tadapaao nahi, tarsaao nahi 
dil ko todo na 
tu hain meri sundai ha
sajna ab na chhodna
