pee ke tu madira ka pyala
chhod ke sharam aur laaz
lachak lachak ke, thumak thumak ke
jhum ke naacho aaj
o raani jhum ke naacho aaj
o jaani jhum ke naacho aaj
jobna me lagi jwaala
tune ye kya kar dala
tan man me pyas jagi re
haay main ka bolu
haay haay ka bolu
haay main ka bolu, haay main ka bolu
jobna me lagi jwaala
tune ye kya kar dala
tan man me pyas jagi re
haay main ka bolu
haay haay ka bolu
haay haay ka bolu, haay main ka bolu
tune naa jaane kaisi bijuri giraai
tune naa jaane kaisi bijuri giraai
haay main ka bolu
haay haay ka bolu
haay main ka bolu, haay main ka bolu
honth gulabi, nain sharabi, julfe ghataein
masti bhari chitvan hai, shokh adayein
shokh adayein hai aur jalwe rangile
jo inhe pa le pyaare masti me ji le
ho more honth gulabi rasile re
more naina nashile katile re
pyaar se dekh le na kabhi dekhe honge
aise madhosh jalwe rangile re
ho more honth gulabi rasile re
ho more naina nashile katile re
pyaar se dekh le na kabhi dekhe honge
aise madhosh jalwe rangile re
jobna me lagi jwaala
tune ye kya kar dala
tan man me pyas jagi re
haay main ka bolu
haay haay ka bolu
haay ka bolu, haay main ka bolu
tune naa jaane kaisi bijuri giraai
tune naa jaane kaisi bijuri giraai
haay main ka bolu
haay haay ka bolu
haay main ka bolu, haay main ka bolu
patli kamar, baali umar, kori chunariya
sab tohe bulaayein hai prem dagariya
prem dagariya pe tu ho jo inke sang
prem ras ye bhar denge tohre ang ang
ho mori lachke re patli kamariya
kare halla mori baali umariya
kaha jaaun main bairan jawani le ke
tu hi rang de kori chunariya
ho mori lachke re patli kamariya
ho kare halla mori baali umariya
kaha jaaun main bairan jawani le ke
tu hi rang de kori chunariya
jobna me lagi jwaala
tune ye kya kar dala
tan man me pyas jagi re
haay main ka bolu
haay haay ka bolu
haay ka bolu, haay ka bolu
tune naa jaane kaisi bijuri giraai
tune naa jaane kaisi bijuri giraai
haay main ka bolu
haay haay ka bolu
haay haay ka bolu, haay main ka bolu
haay haay ka bolu, haay haay ka bolu
haay haay ka bolu, haay ka bolu