Video of this song from youtube
Lyrics of Chundariya Katati Jaye Re, Umariya Ghatati Jaye Re - चुन्दरिया कटती जाये रे, उमरिया घटती जाये रे
jundhariya kat ti jaaye re
umariya ghat ti jaaye re
kaam kathan hai jiwan thoda
kaam kathan hai re
kaam kathan hai jiwan thoda
paglaa mann ghabraaye
jundhariya kat ti jaaye re
umariyaa ghat ti jaaye re

dukh-dard sahe banjaare bhaiya
dhup me dekhe taare
din-raat bahaaye pasina hum
kuch haath na aaye hamaare
kuch haath na aaye hamaare
hamari saari mehnat maayaa
thagawaa thag le jaaye

jundhariya kat ti jaaye re
umariya ghat ti jaaye re
dharti pe kitne baaraa-maase
beet gaye re aa ke raamaa
beet gaye re aa ke
duniya ke liye hai leela teri
hmare bhaag me phaanke raamaa
hmare bhaag me phaanke
kaagaj ho to baanch lun raamaa
bhaag na baancho jaaye

jundhariya kat ti jaaye re
umariya ghat ti jaaye re
sansaar me tere lut machi
aur jaan ke pad gaye laale
aur jaan ke pad gaye laale
ab rok janam ki chakki re
ab rok janam ki chakki re
sansaar chalaane waale
sansaar chalaane waale
kaal padaa hai roti ka aur
duniya badhati jaaye
jundhariya kat ti jaaye re
umariya ghat ti jaaye re
lyrics of song Chundariya Katati Jaye Re, Umariya Ghatati Jaye Re
Comments on song "Chundariya Katati Jaye Re, Umariya Ghatati Jaye Re"
mastkalandr on Monday, March 05, 2012
@hd12350 Ye to khaiyat thi Producer / Director Mehboob Khan sahab ki, Unka
nazariya, wo badi bariki se har set ko aur action ko dekhte the aur
santusth hone par hi darshko ke samne pesh karte the.. Thanks for sharing
this touching song..
Subramanian A on Thursday, December 25, 2014
Is there any more song required to express the hardships of life?
mastkalandr on Monday, March 05, 2012
@spcosho ..Thanks for sharing..
hd12350 on Monday, March 05, 2012
is film ka har frame dil ko chhu lene wala hai
Bhagirathi Kumar Singh on Saturday, January 07, 2012
Sound quality is not good.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Mother India (1957)
Nargis, Raaj Kumar, Sunil Dutt, Rajendra Kumar, Kumkum, Mukri, Azra, Fakir Mohd, Sitara Devi, Sajid Khan, Kanhaiya Lal, Jillo, Chanchal, GeetaLata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Shamshad Begum, Usha MangeshkarShakeel BadayuniNaushad AliMehboob KhanMother India at IMDB      Mother India at WikipediaMother India at YouTube     |    Mother India at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type