sunega sher log ki kahani
sunega kya sher log ki kahani
sez on the beat, chal sun le this is my story
chhota sa main ladka, chhoti cheezo pe main bhadka
mere daal me nahi tha tadka, ghar pe baap ke roz ka lafda
dafna mushkilo ko meri maa ke kamai ne
baap wala role nibhaaya mere bhai ne
tairna sikha khaai me isiliye shabdo me gehraai hai
zindagi toh ek ladai hai jo paiso me samaayi hai
khoti pateli tumhaari peeke liquor wali die hai
idhar jigar wali die hai, teri tipper wali die hai
jo dikhta hai vo bikta hai, samajhdaar ho toh tikta hai
paisa ho toh lala shiksha hai
umid garibo ka rickshaw hai jo ameer leke nikla hai
iss jismo ke samandar me sikander vo jo jeeta hain
dilo ko beta andar se, chhutkara paoge jhanjat se
mehnat aur thodi mannat se, thakaan aur thodi kismat se
parwat bhi bante kankad se
aaram hi hogi jannat me, hum pale jaha tu palti le
iss jungle ki kahani me, khiladi mere jungli hai
khiladi mere jungli hai, i am the voice of the streets
khiladi mere jungli hai, till they put me beneath
iss jungle ki kahani me, only truth i will seek
khiladi mere jungli hai
khiladi mere jungli hai, i am the voice of the streets
khiladi mere jungli hai, till they put me beneath
iss jungle ki kahani me, khiladi mere jungli hai
upar nikle tere niche se, baate karte piche se
beef ki baate garam garam saliyo se hum seekh dete
ajib se the, inn kauvo ke bich hum cheel se the
patte vatte peeste the, paise uspe fees ke the
bheekh dete gyaan tujhe inn galiyo ki
in chhoti khilti pariyo ki, bhuke sote jo galiyo me
un ulti sidhi zariyo ki, majburi ki un ghadiyo ki
aansu bhare in nadiyo me, in nadiyo me
toh atak mere kaam ke bich me, satak tere kaan ke niche
patak dunga crowd ke bich me haa
toh chamak apne kaam ke reet me
jhapakne ke tapakne ke sabak lene se accha hai
falak samajhke chamak dhamak ke ramach wamach se vatna hai
kaamyaabi ke nashe ko chakhna hai
imaandaari ki seedi se chadhna hai, durghatna hai
vo toh bachpan se hi ghat rahi hai
iss jungle ki kahani me, khiladi mere jungli hai kya
khiladi mere jungli hai, i was raised in the gutter
khiladi mere jungli hai, dont play with my money
iss jungle ki kahani me, i know what is hunger
khiladi mere jungli hai, i was raised in the gutter
khiladi mere jungli hai, dont play with my money
iss jungle ki kahani me, i know what is hunger
khiladi mere jungli hai, i am the voice of the streets
khiladi mere jungli hai, till they put me beneath
only truth i will seek, khiladi mere jungli hai