kas kul duniya hamari jisme bharat desh hamari
khad kheti jisme jiwan dan ka sandesh hai
kas kul duniya hamari jisme bharat dekh hamari

ga se ganga sabse pahle aray utre the jaha
gha se ghar ki abru rakshak hai jiske naujawa
ga se ganga sabse pahle aray utre the jaha
gha se ghar ki abru rakshak hai jiske nojawa
cha se raja chandar gupt or chha se uska chatar hai
desh ke itihas ka wo yug sunhara patar hai
cha se raja chandar gupt or chha se uska chatar hai
desh ke itihas ka wo yug sunhara patar hai
kas kul duniya hamari jisme bharat dekh hamari
kha se kheti jisme jiwan dan ka sandesh hai
ja jalali teen akbar jisne sau kile kiye
hindu muslim nasal or majhab milane ke liye

jha se hai jhansi ki rani ta se teepu sultan
jinke jite ji sika na chal saka angrej ka

tha se wo thakur jise taigore kahta hai jaha
viswa bhar me uski rachnao se hai bharat ka man
kas kul duniya hamari jisme bharat dekh hamari
khad kheti jisme jiwan dan ka sandesh hai
CHAANDI KI DEEWAAR - 1964 MUSIC - N.DATTA SINGER - ASHA BHONSLE and chorus
LYRICS - SAHIR LUDHIYANVI thanks !