Lyrics of Kaabe Se Butaqade Se Kabhi Bazm E Yaar Se - काबे से बुतक़दे से कभी बज़्म-ए-जान से
kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se
kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se
aawaaz de rahaa hun tujhe har mukaam se
aawaaz de rahaa hun tujhe har mukaam se
na aashnaa hai aaj vahi mere naam se
na aashnaa hai aaj vahi mere naam se
duniyaa pukaarti thi jinhe mere naam se
duniyaa pukaarti thi jinhe mere naam se
uf, ye shab-e-firaaq ke maaro ki bekhudi
khud hi bujhaa diyaa hai charaago ko shaam se
khud hi bujhaa diyaa hai charaago ko shaam se
dil me fareb, lab pe tabassum, nazar me pyaar
dil me fareb, lab pe tabassum, nazar me pyaar
lute gaye shamim bade aihetamaam se
lute gaye shamim bade aihetamaam se
kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se
aawaaz de rahaa hun tujhe har mukaam se
kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se
I call on you from every spot-- from the Qaaba, from a temple(butkada) and
from a tavern (bazm-e-jaam, the realm where wine is served). These are
words that only a lover like Majnun could have uttered in moments of utter
despair. And who better than Talat Mehmood to bring that despair so
movingly in his quivering voice to the listeners ! Thank you , ajayuv.