Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.71 - 14 votes
Suraiya, Motilal, Karan Dewan, Gulab, Badri Prasad
Video of this song from youtube
Lyrics of Kaagaz Ki Meri Naav Aur Dur Kinara Hai - कागज़ की मेरी नाव और दूर किनारा है
su : kaagaz ki meri naav
kaagaz ki meri naav aur dur kinaaraa hai -2
mu : is dolati na_iyaa kaa -2
ab kaun sahaaraa hai
su : kaagaz ki meri naav aur dur kinaaraa hai
kaagaz ki meri naav

su : aansu bhi chhalakate hai aur gam ki ghataaye hai -2
aavo meri aankho me -2
saawan kaa nazaaraa hai
mu : is dolati na_iyaa kaa -2
ab kaun sahaaraa hai
su : kaagaz ki meri naav aur dur kinaaraa hai
kaagaz ki meri naav

mu : hamane teri aankho me ek duniyaa basaa_i thi -2
jab tum hi phire hamase phir kaun hamaaraa hai
is dolati na_iyaa kaa ab kaun sahaaraa hai
su : kaagaz ki meri naav aur dur kinaaraa hai
kaagaz ki meri naav
lyrics of song Kaagaz Ki Meri Naav Aur Dur Kinara Hai
Comments on song "Kaagaz Ki Meri Naav Aur Dur Kinara Hai"
rumahale on Sunday, February 10, 2013
Thank you for this rare gem featuring my favourite singing star Suraiya. It
is included now in the Playlist dedicated to her.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Do Dil (1947)
Motilal, Suraiya, Karan Dewan, Gulab, Badri PrasadMohammed Rafi, Suraiya, MukeshD N MadhokGovindramJagdish SethiDo Dil at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type