kaanp kaanp jata hai jiwan
ajab tarah ki hawa chali
ghar ki sita chhod aaj ke
ram bhatakte gali gali
ghar ki sita chhod aaj ke
ram bhatakte gali gali
kaanp kaanp jata hai jiwan
ajab tarah ki hawa chali
ghar ki sita chhod aaj ke
ram bhatakte gali gali
kaanp kaanp jata hai jiwan
purusho ne kanun banaye unki
jag me jit rahi
kisne kab jana hai
nari ke man par kya bit rahi
pati ka ghar ho ya hi pita ka
nari chita bankar hi jali
ghar ki sita chhod aaj ke
ram bhatakte gali gali
kaanp kaanp jata hai jiwan
ghar ki aarti chhod
mehfil me shama jalate hai
tuakda ke amrit ka pyala
jehar se pyas bujhate hai
purush sada kaliyo se khela
nari sada kanto me pali
ghar ki sita chhod aaj ke
ram bhatakte gali gali
kaanp kaanp jata hai jiwan
paaw tale rehne wale dharti
ka bhi ab dil dhadka
o anyayi sambhal sambhal
sabnam me bhi shola bhadka
jala na de teri duniya
jala na de teri duniya
nari jiwan me bahut jali
nari jiwan me bahut jali
ghar ki sita chhod aaj ke
ram bhatakte gali gali
kaanp kaanp jata hai jiwan
ajab tarah ki hawa chali
ghar ki sita chhod aaj ke
ram bhatakte gali gali