muskura ke jindgi ki har musibat se gujar
teri mayusi hai tohamat jindgi ke naam par
kaanto par chalta ja gir gir ke sambhalta ja
kaanto par chalta ja gir gir ke sambhalta ja
ho duniya ne to thani hai dab dekho dabane ki
duniya ne to thani hai dab dekho dabane ki
kab tak tu rahega yun ho karamzamane ki
ho makkar zamane ki
har rasm badlta ja kaanto par chlta ja
gir gir ke sambhlta ja
ho mushkil jise samjha hai mushkil to nahi nadan
mushkil jise samjha hai mushkil to nahi nadan
himmat ka sahara le mazil hai teri aasan
thokar se bana rahi lehrake niklta ja
kaanto par chlta ja gir gir ke sambhlta ja
kaanto par chlta ja gir gir ke sambhlta ja