Lyrics of Kaatir Se Yaa Lihaaz Se Main Maan To Gayaa - ख़ातिर से या लिहाज़ से मैं मान तो गया
khatir se ya lihaz se mai maan to gaya
khatir se ya lihaz se mai maan to gaya
jhuthi kasam se apka iman to gaya
khatir se ya lihaz se mai maan to gaya
jhuthi kasam se apka iman to gaya
khatir se ya lihaz se mai maan to gaya
dil leke muft kahte hai kuch kaam ka nahi
dil leke muft kahte hai kuch kaam ka nahi
ulti shikayate rahi ehsaan to gaya
ulti shikayate rahi ehsaan to gaya
jhuthi kasam se apka iman to gaya
khatir se ya lihaz se mai maan to gaya
dekha hai butakade me jo
aye shekh kuch na puch
dekha hai butakade me jo
aye shekh kuch na puch
iman ki to ye hai ki iman to gaya
iman ki to ye hai ki iman to gaya
jhuthi kasam se apka iman to gaya
khatir se ya lihaz se mai maan to gaya
jo namabar se khush na hua par hazar shukr
jo namabar se khush na hua par hazar shukr
mujhko wo mere naam se pahchan to gaya
mujhko wo mere naam se pahchan to gaya
jhuthi kasam se apka iman to gaya
khatir se ya lihaz se mai maan to gaya
hosh-o-hawas-o-tab-o-tawan daag ja chuke
hosh-o-hawas-o-tab-o-tawan daag ja chuke
ab ham bhi jane wale hai saman to gaya
ab ham bhi jane wale hai saman to gaya
jhuthi kasam se apka iman to gaya
khatir se ya lihaz se mai maan to gaya
@chamogaa you are right vipan ji , In those days they used very soft
instruments and this kalaam - e - dagh required soft singing and ghulam ali
performed exectly as it should be and made us feel like ibaadat.. This was
mehfil of only 30 or 35 guests all celebs from music and tv . audio from
ptv's legendary mehfil " nikhar ". thanks for watching Vipan ji , glad that
you liked another gem of your favorite singer. regards