Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.43 - 7 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kab Tak Bol Gori Aise Sharmayegi - कब तक बोल गोरी ऐसे शर्माएगी
kab tak bol gori aise sharmayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
kab tak bol gori aise sharmayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi

laya nahi baiya mera tujhko bagaike
laya nahi baiya mera tujhko bagaike
pyar ka haar laye doliya uthaike
pyar ka haar laye doliya uthaike
kab tak rakhegi mukhda chupai ke
aaj nahi to kal aankhiya milayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
kab tak bol gori aise sharmayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi aur kaha jayegi

kabhi na satana mere bhole bhale veer ko
meri maa ke sapno ki is tasvir ko
meri maa ke sapno ki is tasvir ko
char chand lage bhabhi teri taqdir ko
char chand lage bhabhi teri taqdir ko
teri nanad sada ghun tere gayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
kab tak bol gori aise sharmayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
ab yahi ghar tera aur kaha jayegi
lyrics of song Kab Tak Bol Gori Aise Sharmayegi
Comments on song "Kab Tak Bol Gori Aise Sharmayegi"
Vishnu Ramdass on Saturday, December 03, 2011
LATA'S VOICE IS UNTOUCHABLE NOW AND ALWAYS WILL BE!!!!!!!!!!!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Rakhi (1962)
Ashok Kumar, Waheeda Rehman, Amita, Pradeep Kumar, Mehmood, Mohan ChotiAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, MukeshRajinder KrishanRaviA BhimsenRakhi at IMDB      Rakhi at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type