kab yaad mein tera sath nahi
kab yaad mein tera sath nahi
kab hath mein tera hath nahi
sad-shuqr ke apni raato mein
sad-shuqr ke apni raato mein
ab hizr ki koi raat nahi
sad-shuqr ke apni raato mein
ab hizr ki koi raat nahi
maidaan-e-wafa darabaar nahi
ya naam-o-natab ki puchh kaha
maidaan-e-wafa darabaar nahi
ya naam-o-natab ki puchh kaha
aashiq to kisi ka naam nahi
aashiq to kisi ka naam nahi
kuchh ishq kisi ki zaat nahi
aashiq to kisi ka naam nahi
kuchh ishq kisi ki zaat nahi
kab yaad mein tera saath nahi
kab hath mein tera hath nahi
jis dhaj se koyi maqatal mein gaya
wo shaan salamat rahti hai
jis dhaj se koyi maqatal mein gaya
wo shaan salamat rahti hai
ye jaan to aani-jaani hai
is jaan ki to koyi baat nahi
ye jaan to aani-jaani hai
is jaan ki to koi baat nahi
kab yaad mein tera saath nahi
kab haath mein tera haath nahi
gar baazi ishq ki baazi hai
jo chahe laga do dar kaisa
gar baazi ishq ki baazi hai
jo chahe laga do dar kaisa
gar jeet gaye to kya kahna
gar jeet gaye to kya kahna
gar jeet gaye to kya kahna
haare bhi to baazi maat nahi
kab yaad mein tera sath nahi
kab hath mein tera hath nahi
sad-shuqr ke apni rato mein
ab hizr ki koi raat nahi