kabhi najar ko, jhuka diya hai
kabhi lato ko hata diya hai
kabhi najar ko, jhuka diya hai
kabhi lato ko hata diya hai
kasam khuda ki haye kasam khuda ki
isi ada ne, mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
kabhi najar ko, jhuka diya hai
kabhi lato ko hata diya hai
badhegi dil ki kuch aur uljhan
tum is tarah se na ye julf kholo
sambhale kaise hum apne dil ko
jigar ko kaise bachaye bolo
najar uthai, najar uthai hai bekhudi me
ke teer sa ek chala diya hai
ke teer sa ek chala diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
kabhi najar ko, jhuka diya hai
kabhi lato ko hata diya hai
kasam tumhari, tumhare hai hum
hume paraya kabhi na jaano
bichhad ke tumse, kisi janam me
na jee sakenge yakin maano
ke jaan humne, ke jaan humne
tumhare upar ye jaan-o-dil sab luta diya hai
ye jaan-o-dil sab luta diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
kabhi najar ko, jhuka diya hai
kabhi lato ko hata diya hai
kasam khuda ki, kasam khuda ki
isi ada ne, mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai
mujhe to pagal bana diya hai