kabhi aankh milaye haye
kabhi dil ko churaye haye
kabhi aankh milaye
kabhi dil ko churaye
mujhe gali mein roke deewane
inhe kaise samjhau haye
badnaam ho na jaau haye
inhe kaise samjhau
badnaam ho na jaau
ban jaaye na saher me afsaane
kabhi aankh milaye haye
kabhi dil ko churaye haye
aaja na na na re na
aaja na na na re na
aaja na na na re na aaja
chaubare pe dera jamaye
chaubare pe dera jamaye
khidki pe chad ke ishare banaye
waqt ka yeh darwaja
kabhi seeti bajaye
kabhi chhat pe bulaye haye
kabhi seeti bajaye
kabhi chhat pe bulaye
chhede hai mujhe yeh mastane
kabhi aankh milaye haye
kabhi dil ko churaye haye
khinche re aanchal pakde kalaai
khinche re aanchal pakde kalaai
yeh bhi na soche hu main paraai
bedardi maane na
kuch kaha bhi na jaaye haye
ab raha bhi na jaaye haye
kuch kaha bhi na jaaye
ab raha bhi na jaaye
besharm hai zulmi anjaane
kabhi aankh milaye haye
kabhi dil ko churaye haye
devanand mera aashiq pagal
devanand mera aashiq pagal
tabhi aag ka dil hai ghayal
rup mera aisa haaye
phir satru lagaye haye
jaan dil lutaye haye
phir satru lagaye haye
jaan dil lutaye haye
sabhi heero hai mere deewane
kabhi aankh milaye haye
kabhi dil ko churaye haye
kabhi aankh milaye
kabhi dil ko churaye
mujhe gali mein roke deewane