haai ho, oh ho ho, oh oh ho ho ho
ye gazal hai na geet hai koi
ye mere dard ki kahani hai
mere seene me sirf, ho
mere seene me sirf shole hai
meri aankho me sirf pani hai
kabhi bekasi ne mara, kabhi bekasi ne mara
oh, kabhi bebasi ne mara, kabhi bekasi ne mara
oh, kabhi bebasi ne mara
gila maut se nahi hai, gila maut se nahi hai
mujhe zindagi ne mara
kabhi bekasi ne mara oh, kabhi bebasi ne mara
muqaddar pe kuch jor chalta nahi
wo mausam hai ye jo badalta nahi
muqaddar pe kuch jor chalta nahi
wo mausam hai ye jo badalta nahi
kahi thi ye badnaseebi oh, kahi thi meri garibi
oh, kahi thi meri garibi
kis kis ka naam lu mai oh, kis kis ka naam lu mai
mujhe har kisi ne maara
gila maut se nahi hai, gila maut se nahi hai
mujhe zindagi ne mara
kabhi bekasi ne mara oh, kabhi bebasi ne maara
bemurawwat bewafa duniya hai ye
hai ye duniya to kya duniya hai ye
bemurawwat bewafa duniya hai ye
hai ye duniya to kya duniya hai ye
na kami thi dosto ki, na kami thi dushmano ki
oh, na kami thi dushmano ki
kahi dushmani ne luta, kahi dushmani ne luta
kahi dosti ne mara
gila maut se nahi hai, gila maut se nahi hai
mujhe zindagi ne mara
kabhi bekasi ne mara, kabhi bebasi ne mara
ujalo se veshat mujhe ho gayi hai
andhero ki aadat mujhe ho gayi hai
ujalo se veshat mujhe ho gayi hai
andhero ki aadat mujhe ho gayi hai
raha jab talak andhera oh, kata khub waqt mera
oh, kata khub waqt mera
mujhe chaandni ne luta oh, mujhe chaandni ne luta
mujhe roshni ne mara
gila maut se nahi hai, gila maut se nahi hai
mujhe zindagi ne mara
kabhi bekasi ne mara, kabhi bebasi ne mara
kabhi bekasi ne mara oh, kabhi bebasi ne mara
@raeesrana11 : thanks for pointing out.. one more addition to the very very
long list of tunes copies by the 'great' RD.. composers like RD have been
true chors and its a pity that they are considered as 'great' composers...
you are right.. the original composer must get the credit... who was he by
the way? and when was the original song released?