chandar dare, suraj dare
dare jagat vayvahar
hain raja harishchandar ko, dare na satay vichar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar

chahe kaanto me kaanto me
ho chahe kaanto me gujar jaye sari umar

sapne me bhi daan kare to pag pichhe na mode
deke raaj path sab apna nata raaho se jode
karke daan nata raaho se jode
kahan bitega ha bitega
re kaise bitega jiwan iski nahi khabar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
us vachan ki khatir jeete
us vachan ki khatir jeete mukh se jo nikale
aise hi log duniya me ban jate misale
aise hi log ban jate misale
unhe sukh ka sukh ka
re nahi sukh ka moh, nahi dukh ki fikar

taqdeer ke khel hain sare
koi raja na rani
ye baware naina yunhi barsate hain pani
kahe ko nain barsate hain pani
din aate hain, aate hain
re aate hain bhesh naya rach rach kar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
chahe kaanto me,kaanto me gujar jaye sari umar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
us vachan ki khatir jeete
us vachan ki khatir jeete mukh se jo nikale
aise hi log duniya me ban jate misale
aise hi log ban jate misale
unhe sukh ka sukh ka
re nahi sukh ka moh, nahi dukh ki fikar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
har julam se takra jate aardasho ke bal pe
dete kathin se kathin pariksha to har ek pal pe
jate hain jeet sacchai ke bal pe
sach unse unse
re sach unse amar wo hain sach se amar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
chahe kaanto me kaanto me
ho chahe kaanto me gujar jaye sari umar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
kabhi chhode nahi sacche log sacchai ki dagar
o sacchai ki dagar
o sacchai ki dagar
o sacchai ki dagar