kabhi jhooth ko sach bana kar dikha do
mere dil me tasreef laa kar dikha do
kabhi jhooth ko sach bana kar dikha do
mere dil me tasreef laa kar dikha do
kabhi jhooth ko sach bana kar dikha do
mere dil me tasreef laa kar dikha do
charag-e wafaa tum jala kar dikha do
mere dil me tasreef laa kar dikha do
kabhi jhooth ko sach
naa andaaz aisa baharo me paaya
naa tumko khi chaand taaro me paaya
zindagi ki hasinn ankho me
aasmaani sa ek khwaab ho tum
dekh lo puchh kar sitaaro se
husnn ho ya ki mahtaab ho tum
naa andaaz aisa baharo me paaya
naa tumko khi chaand taaro me paaya
naa tumko khi chaand taaro me paaya
mujhe tumne kaisa deewana banaya
achanak kabhi tum aakr dikha tum
mere dil me tasreef laa kar dikha do
kabhi jhooth ko sach
tumhe dhudhte dhudhte kho gaye hai
zamaane se hum bekhabar ho gye hai
ishq jab tak naa kar sake ruswa
aadmi kaam ka nahi hota
ab to ye bhi naa raha ehsaas
dard hota hai ya nahi hota
tumhe dhudhte dhudhte kho gaye hai
zamaane se hum bekhabar hogye hai
zamaane se hum bekhabar hogye hai
tumhe yaad karte hue so gaye hai
taraana mohabbat ka gaa kar dikha do
mere dil me tasreef laa kar dikha do
kabhi jhut ko sach