kabhi kabhi tera maikhana, yaad aaye bahut 

ki ek bund na pi, aur ladkhadaye bahut

kitaab-e-dil ko jo, paani me fenk aaye the 

tere diye huye kuchh phul, yaad aye bahut 
tere diye huye kuchh phul, yaad aye bahut 
ki ek bund na pi, aur ladkhadaye bahut
kabhi kabhi tera maikhana, yaad aaye bahut 
mila tha raah me ek aansuo ka saudagar 
aansuo ka saudagar, aansuo ka saudagar 
aansuo ka saudagar 
mila tha raah me ek aansuo ka saudagar
ham unki aankh ki moti, kharid laye bahut 
ham unki aankh ki moti, kharid laye bahut 
ki ek bund na pi, aur ladkhadaye bahut
kabhi kabhi tera maikhana, yaad aaye bahut 
wo roz roz jo bichhade, to kaun yaad kare 

wo roz roz jo bichhade 
bichhade bichhade bichhade bichhade 
jo bichhade to kaun yaad kare 
wo roz roz jo bichhade, to kaun yaad kare 
wo ek roz na aai, to yaad aaye bahut 