Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Kabhi Kaha Na Kisise - कभी कहा ना किसी से तेरे फ़साने को
kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko
na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko
na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
kabhi kaha na kisi se

dua bahar ki maangi to itne phul khile
dua bahar ki maangi to itne phul khile
kahin jagah na rahi mere aashiyane ko
na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
kabhi kaha na kisi se

ab aage isme tumhara bhi naam aayega
ab aage isme tumhara bhi naam aayega
jo hukum ho to yahin chhod du fasane ko
na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
kabhi kaha na kisi se

kamar zara bhi nahin tumko khauf ae ruswayi
kamar zara bhi nahin tumko khauf ae ruswayi
chale ho chandani shab mein unhein bulane
na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko
na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
kabhi kaha na kisi se
lyrics of song Kabhi Kaha Na Kisise
Comments on song "Kabhi Kaha Na Kisise"
Naresh Kedia on Tuesday, June 03, 2014
Don't know about melody queen but this song has been one of the best ever
song or ghazal ( one may like to call it), Asha ji has ever sung.saw this
on DD and since then this song has mesmerishng effects on mind ,soul and
body !
Amit Monga on Monday, March 25, 2013
As far as I know this was composed n sung by Ghulam Ali saheb; the video
also seem to b of the time of their (Ghulam Ali n Asha) album only. So most
likely it's composed by Ghulam Ali. Their album was 'Meeraj E Ghazal'.
NIRMAL KUMAR SONI on Thursday, March 27, 2014
Thanks amitava1988 ...bachpan me D.D. par suni thi ye gajal , lekin uske
bad ise sunane ko taras gya tha ye dil .muddato ki tamanna or justju
aaj poori hui ..ek bar fir se dhnywad
sam strong on Friday, February 28, 2014
She has tried to sing this ghazal in same style as of original version of
Melody Queen "Nur Jehan".Same stances and the poetic way.Listen to Nurjehan
version and judge yourself.
R N PRASAD on Saturday, September 20, 2014
evergreen ghazal by versatile didi Asha. Great voice,Fine melodius music,
Excellent style of singing make this composition outstanding. Thanks for
uploading this super melody.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Kashish (Album) (2005)
Asha BhosleNasir Kazmi, Razi Tirmazi, Qamar Jalalvi, Mustafa Zaidi, Zia Jalandhari, Qateel Shifai, Shehzad Jalundhari, Masroor AnwarMohsin Raza, Nazar Hussain
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type