kabhi khayal ki surat kabhi dua ki tarah
kabhi khayal ki surat kabhi dua ki tarah
teri adaye bhi hasheen hai tere wafa ki tarah
kabhi khayal ki surat
teri talaash mohabat ka ek hissa hai
teri talaash mohabat ka ek hissa hai
teri talaash mohabat ka ek hissa hai
gali gali me phiri hu kisi sadaye ki tarah
teri adaye bhi hasheen hai tere wafa ki tarah
kabhi khayal ki surat
chuda ke jaayega daaman bata kha mujse
chuda ke jaayega daaman bata kha mujse
hazaar haath mohabat ke hai khudae ki tarah
teri adaye bhi hasheen hai tere wafa ki tarah
kabhi khayal ki surat
shikayato se alag apni chahato se judha
shikayato se alag apni chahato se judha
shikayato se alag apni chahato se judha
mujhe sajae agar de toh phir saja ki tarah
teri adaye bhi hasheen hai tere wafa ki tarah
kabhi khayal ki surat