Video of this song from youtube
Lyrics of Kabhi Khud Pe, Kabhi Haalaat Pe Ronaa Aayaa - कभी ख़ुद पे, कभी हालात पे रोना आया
kabhi khud pe, kabhi halat pe rona aaya
kabhi khud pe
kabhi khud pe, kabhi halat pe rona aaya
baat nikli, to har ik baat pe rona aaya
baat nikli, to har ik baat pe rona

ham to samajhe the ki ham bhul gaye hai unko
ham to samajhe the
ham to samajhe the ki ham bhul gaye hai unko
kya hua aaj, ye kis baat pe rona aaya
kya hua aaj, ye kis baat pe rona aaya
kabhi khud pe, kabhi halat pe rona

kisliye jite hai ham
kisliye jite hai ham kiske liye jite hai
baarha aise savaalaat pe rona aaya
baarha aise savaalaat pe rona aaya
kabhi khud pe

kaun rota hai kisi aur ki khatir ai dost
kaun rota hai kisi aur ki khatir ai dost
sabko apni hi kisi baat pe rona aaya
sabko apni hi kisi baat pe rona aaya
kabhi khud pe
kabhi khud pe, kabhi halat pe rona aaya
baat nikli, to har ik baat pe rona aaya
kabhi khud pe
lyrics of song Kabhi Khud Pe, Kabhi Haalaat Pe Ronaa Aayaa
Comments on song "Kabhi Khud Pe, Kabhi Haalaat Pe Ronaa Aayaa"
nawabshaukat on Friday, July 10, 2009
DIPAAJIT JI aap keh comments parh kar pata chal gaya keh aap ko muzic ka bohat sense hay aap jeo along with RAFI SAAB AND JAAIDEV JI WHO WAS THE OWNER OF THIS SONG
nawabshaukat on Tuesday, July 14, 2009
I REMEMBER JAIDEV coz of these melodies YEH DIL AUR UNKI NAGAHOON KAY SAYEE 2 RAHAY NA RAHAY HUM
Rmehtacpa on Sunday, July 01, 2012
Hum to samjhe the ke hum bhool gaye hai unko, kya hooa aaj ye kis baat pe rona aaya.?
sonny19xx on Friday, June 12, 2009
Terrific song Rafi- Jaidev's masterpiece.
Dev sizzles.
THANKS ShemarooEnt
MrPartha56 on Saturday, December 10, 2011
No TRICKS THEN--ONLY THE ACTOR AND CINEMATOGRAPHERS' TALENT--MY GOD HOW CAN ONE BELIEVE THE SAME ACTOR DOES THE TWO ROLES--YOU ARE GREAT DEV SAAB--BUT WHY WHY WHY NOT A SINGLE WORD ABOUT RAFI SAAB IN YOUR AUTOBIOGRAPHY--IT IS PAINFUL FOR ALL RAFI LOVERS AND SO MANY PAGES ABOUT ZEENIE BABY? YOU WERE ONE OF THE FINEST ACTORS INDIA HAS EVER SEEN---MAY GOD REST YOUR SOUL IN PEACE---
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Hum Dono (1961)
Dev Anand, Nanda, Sadhna, Lalita Pawar, Jagirdar, Rashid Khan, Leela Chitnis, Jagdish Raaj, Prabhu Dayal, Wasi Khan, Bhagwan Sinha, Ravikant, Prem Sagar, Ghulam HussainAnup Jalota, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiSahir LudhianviJaidev, Prabhakar JogAmarjeetBrij Mohan, Dev AnandHum Dono at IMDB      Hum Dono at WikipediaHum Dono at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type