aaj hamne sabak wo pad dala
jisko dunia kitab kahti hai
or ek aisa kam kar dala
jisko dunia hisab kahti hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
jab paa liya khush ho gaye
jab kho diya dil ro diya
isi khone pane ka nam jindagi hai
bina khoye paye nakam jindagi hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
jab paa liya khush ho gaye
jab kho diya dil ro diya
isi khone pane ka nam jindagi hai
bina khoye paye nakam jindagi hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
jamane ne jo kuch bhi hamkodiya
sarakho pe hamne use rakh liya
kabhi ye na socha bura ke bhala
sada khush rahe sab yahi hai dua
wohi hame kata jo hamne tha boya
jab paa liya khush ho gaye
jab kho diya dil ro diya
isi khone pane ka nam jindagi hai
bina khoye paye nakam jindagi hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
mera hamsafar bhi kahi kho gaya
batao bhala ham kare bhi to kya
koi hamse ake jara sikhle
hai mar mar ke jine me kaisa maja
wohi hame kata jo hamne tha boya
jab paa liya khush ho gaye
jab kho diya dil ro diya
isi khone pane ka nam jindagi hai
bina khoye paye nakam jindagi hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
hame jindagi ki najar lag gayi
nahi jine ki ab koi hasrat rahi
ham apne labo se likhenge kabhi
wohi dasta likh saka na koi
wohi hame kata jo hamne tha boya
jab paa liya khush ho gaye
jab kho diya dil ro diya
isi khone pane ka nam jindagi hai
bina khoye paye nakam jindagi hai
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
kabhi kuch khoya kabhi kuch paya