kabhi na raat jaaye subah kabhi na aaye
subah agar jo aaye tujhe hi sath laaye
ho yahi mera dil gaaye
turaru turu taru turaru turu taru
kabhi na raat jaaye subah kabhi na aaye
subah agar jo aaye tujhe hi sath laaye
ho yahi mera dil gaaye
turaru turu taru taru turaru turu taru
tu paas mere aaja main aur paas aau
honthon pe mere kar de karam
mana ki tu hasee hai kuch hum bhi kam nahi hai
naa roko behkte kadam
tu paas mere aaja main aur paas aau
honthon pe mere kar de karam
mana ki tu hasee hai kuch hum bhi kam nahi hai
naa roko behkte kadam
kabhi na raat jaaye subah kabhi na aaye
subah agar jo aaye tujhe hi sath laaye
ho yahi mera dil gaaye
turaru turu taru taru turaru turu taru
kabhi na raat jaaye subah kabhi na aaye
subah agar jo aaye tujhe hi sath laaye
ho yahi mera dil gaaye
turaru turu taru turaru turu taru
ye pyaar ka hai jadoo ya raat ga rahi hai
taron ke sath jhoomenge hum
masti me doob jaaye phir hosh me naa aaye
subah ko sath layenge hum
ye pyaar ka hai jadoo ya raat ga rahi hai
taron ke sath jhoomenge hum
masti me doob jaaye phir hosh me naa aaye
subah ko sath laayenge hum
kabhi na raat jaaye subah kabhi na aaye
subah agar jo aaye tujhe hi sath laaye
ho yahi mera dil gaaye
turaru turu taru turaru turu taru
kabhi na raat jaaye subah kabhi na aaye
subah agar jo aaye tujhe hi sath laaye
ho yahi mera dil gaaye
turaru turu taru taru turaru turu taru