kabhi phulo ki tarah rango ki tarah
jis najar se bhi dekho duniya rangin hai
kabhi phulo ki tarah kabhi rango ki tarah

pyara pyara ambar pyari jamin hai
duniya rangin hai duniya rangin hai duniya rangin hai

suraj se mile sone ki kirane
mahkaye aalam pyari ye pawan
suraj se mile sone ki kirane
mahkaye aalam pyari ye pawan
rat me chhupa rat me chhupa
kal ka jiwan hai duniya rangin hai
duniya rangin hai duniya rangin hai duniya rangin hai
kabhi phulo ki tarah kabhi rango ki tarah
jis najar se bhi dekho duniya rangin hai
aankho me sajaye hai sare sapne
pure ho jaye ek din ye apne
aankho me sajaye hai sare sapne
pure ho jaye ek din ye apne
kuch khatte kuch mithe kuch namkin hai