kabhi yaha chale kabhi vaha chale
kabhi yaha chale kabhi vaha chale
yu hi zindagi ka karwaa chale
kabhi yaha chale kabhi vaha chale
yu hi zindagi ka karwaa chale
o kabhi yaha chale kabhi vaha chale
l la l la l la
ye zindagi hain khel ham khiladi
ye zindagi hain khel ham khiladi
ya baaji kabhi jeeti kabhi haari
ye baaji kabhi jeeti kabhi haari
ye khel jo khilaaye, wo kyu najar na aaye
ye khel jo khilaaye, wo kyu najar na aaye
ya kaun jaane aasma tale
kabhi yaha chale kabhi vaha chale
yu hi zindagi ka karwaa chale
o kabhi yaha chale kabhi vaha chale
kiya kisi ko waada to nibhana
kiya kisi ko waada to nibhana
jo tute dil to fir bhi muskurana
jo tute dil to fir bhi muskurana
tu aasu bhi peeye ja, jo farj hain kiye ja
tu aasu bhi peeye ja, jo farj hain kiye ja
chaahe hajar baar dil jale
kabhi yaha chale kabhi vaha chale
yu hi zindagi ka karwaa chale
kabhi yaha chale kabhi vaha chale
kabhi yaha chale kabhi vaha chale
kabhi yaha chale kabhi vaha chale
Sach hai . Kabhee yahan chale , kabhee wahan chale. Youn hee zindagi ka
qarwan chale ..
Prem Dhawan ne dil ko choo lene wale bol likhe hain aur Hemant da ne apna
swar de kar geet ko prabhawshali bana diya hai .
Iss bhawuk geet ke liye Shukriya Ajay Jee.