kabhi kabhi aisa lage jaise tune mujhse kaha
ki aaja ki aaja
chhodo ye shararte na chhedo mujhe jane do jara
ae jaan hai jana
keshuo ke shaye me ek sab gujar lu
bikhare huye labo ko aaja fir sawar du
chodo na kalai tut jayegi ye chudiya
samjho na sanm meri kuch hai majburiya
mere karib aa jao na aise mujhe tarsao na
na na na mano na
dekho kuch na bolo dhadkano ko bate karne do jara
ki aaja ki aaja
dhadkano ki bato me aake ho jaye koi khata
ae jaan hai jana
is hasin mod par deke mitha ye asar
dil mera yu tod kar na ja dur aa idhar
dur jaau tumse agar khona to tumhe hai dar
paas aa gayi agar jane kya ho kya khabar
pyasa ye pyar mar jaye na
jaan se juda kar jaye na
na na na yu bolo na
lo main aa gayi baho me lo na aise mera imtahan
is hasin sama me aaja ho jaye do jism ek jaan