baant ke khao is dunia mein baant ke bojh uthao
jis rashte mein sabka sukh ho wo rashta apnao
is talim se badhkar jag mein koi nahi talim
kah gaye father ibrahim o kah gaye father ibrahim
o kah gaye father ibrahim o kah gaye father ibrahim
is talim se badhkar jag me koi nahi talim

duje ke ghar kabhi na jhako daulat ho ya nari

is aadat se bache raho ye aadat hai bimari
iska daru dhund na paya koi baid hakim
kah gaye father ibrahim o kah gaye father ibrahim
o kah gaye father ibrahim o kah gaye father ibrahim
kute se kya badla lena kute ne agar kata

tumne agar kute ka kata kya thuka kya chata
tum insan ho yaro apni kuch to karo tazim
kah gaye father ibrahim o kah gaye father ibrahim
o kah gaye father ibrahim o kah gaye father ibrahim
jhuth ke sar pe taj bhi ho to jhuth ka bhanda fodo

sach chahe suli chadwade sach ka sath na chodo
kal wo sach amrat hoga jo aaj hai kadwa neem
kah gaye father ibrahim o kah gaye father ibrahim
o kah gaye father ibrahim o kah gaye father ibrahim
is talim se badhkar jag me koi nahi talim
kah gaye father ibrahim o kah gaye father ibrahim
o kah gaye father ibrahim o kah gaye father ibrahim
baant ke khaao is duniya mein baant ke bojh uthaao jis raste mein sabka
sukh ho wo rastaa apnaao is taaleem se badhkar jag mein koi nahin taaleem
keh gaye father Ibrahim ho keh gaye father Ibrahim..itne
khoobsurat taleem dene wale iss gane ko log bhool gye. achchha lga aapka yh
prayaas. jb tk aap jaise sangeet premi hain.ye gaane agli pdhiyon ke
liye safe rhenge,