Video of this song from youtube
Average Rating : 4.57
Total Vote(s) : 150
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Kaha Ja Raha Hain, Tu Aye Jane Wale - कहाँ जा रहा है तू ऐ जाने वाले
kaha ja raha hai tu ai jane vale
kaha ja raha hai tu ai jane vale
andhera hai man ka diya to jala le
kaha ja raha hai tu ai jane vale
kaha ja raha hai

ye jivan safar ek andha safar hai
ye jivan safar ek andha safar hai
bahakna hai mumkin bhatakne ka dar hai
bahakna hai mumkin bhatakne ka dar hai
sambhalta nahi dil kisi ke sambhale
kaha ja raha hai tu ai jane vale
kaha ja raha hai

jo thokar na khaye nahi jeet uski
jo thokar na khaye nahi jeet uski
jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uski
jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uski
nisha manzilo ke ye pairo ke chhale
kaha ja raha hai tu ai jane vale
kaha ja raha hai

kabhi ye bhi socha ki manzil kaha hai
kabhi ye bhi socha ki manzil kaha hai
bade se jaha me tera ghar kaha hai
tera ghar kaha hai, tera ghar kaha hai
jo bandhe the bandhan vo kyo tod dale
kaha ja raha hai tu ai jane vale
kaha ja raha hai, kaha ja raha hai
kaha ja raha hai, kaha ja raha hai
lyrics of song Kaha Ja Raha Hain, Tu Aye Jane Wale
Comments on song "Kaha Ja Raha Hain, Tu Aye Jane Wale"
prabhu shankar Purohit on Tuesday, September 01, 2015
we can understand the philosophy of life in this song,I am speechless to
admire Rafi sb the great lyrics penned by Hajrat sb andShailandraji with
divine feeling, based on rag Desh, immortal song,Composed by Shankar
Jaikishan,Versaltile acting by Balraj Sahani and Nutan,very popular song in
1955.
Arif Akatar on Tuesday, August 26, 2014
Geatest voice rafi sb amar hain unki jaisi aawaz is sarzamin par kabhi
paida nahin ho sakti arif akhtar
lalit kumar Shrivastav on Friday, May 15, 2015
bhla koi kiya janey ki uski manjil kaha hay ...bhoot hin sundar sabdon
aur sangeet sey sajaya gaya hay ye geet .. kaha ja raha hay tu
aye janey waaley ,,andera hay dil kaa diya too jalaley
Manik Dey on Saturday, May 23, 2015
Cann't think of any other singer singing this song with so much authority
and audacity. Rafi , tussi Great ho . Immortal Rafi .
Subash Nijhawan on Saturday, August 25, 2012
One of the best Songs That can Make a dejected Man look up with Hope .
Great Actors Balraj Sahni saab and Nutan ji .
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Seema (1955)
Pratima Devi, Balraj Sahni, Nutan, Sunder, Shobha Khote, Indu Shivraj, Krishan Kant, C S Dube, Parveen Paul, Mumtaz Ali, Baby Shashi, G P Singh, Neel Kamal, Ajay, Premlata, JagdishLata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed RafiHasrat Jaipuri, ShailendraShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalAmiya ChakrabortyAmiya Chakraborty, C S DubeSeema at IMDB      Seema at WikipediaSeema at YouTube     |    Seema at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type