kaha the raat ko, hamse zara nigaah mile
kaha the raat ko, hamse zara nigaah mile
talaash me ho ke, jhutha koi gawah mile
kaha the raat ko
ye maze ki ladaai, ye hai maze ka milaap
ye maze ki ladaai, ye hai maze ka milaap
ke tujhse aankh ladi, aur phir nigaah mile
ke tujhse aankh ladi, aur phir nigaah mile
kaha the raat ko
tera gurur samaya hai, is kadar dil me
tera gurur samaya hai, is kadar dil me
nigaah bhi milau jo, baadshah mile
nigaah bhi milau jo, baadshah mile
kaha the raat ko
masar usme hai ke, milne se koi milta hai
masar usme hai ke, milne se koi milta hai
mile to aankh mile dil, mile nigaah mile
mile to aankh mile dil, mile nigaah mile
kaha the raat ko, hamse zara nigaah mile
talaash me ho ke, jhutha koi gawah mile
kaha the raat ko
Kahan the raat ko hum se zara nigah mile
talash mein ho ki jhutha koi gavah mile
ye hai maze ke ladai, ye hai maze ka milap
ki tujhase aankh ladi aur phir nigah mile
tera gurur samaya hai is qadar dil mein
nigah bhi na milaun jo badashah mile
masal-sal ye hai ki milane se kon milta hai
milo to aankh mile, mile to nigah mile
--From :
http://paperpkads.com/shayari/kahan-the-raat-ko-hum-se-zara-nigah-mile-daag-dehlvi/