Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.83 - 6 votes
Religious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Kahani Badi Suhani Hai Ram Ki Amar Kahani Hai - कहानी बड़ी सुहानी है राम की अमर कहानी है
kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai
raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai

sone ke palna me lalna jhulaye
mayya sunaye re loriya
naino ke tare ram lakhan ne
pakdi hai resham ki doriya
dev lok se phul baraste
gunji mangal vani hai gunji mangal vani hai
raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai

in nanhe munne hatho me
nanhe nanhe teer kaman
sikh rahe veero ki vidya
sikha rahe guru chatur sujan
in teero se aaj nahi to
kal prithvi sukh pani hai
janakpuri me ho gaya lakshmi ka awtar
hui jawan janki gunj uthi jaikar
siya ki gunj uthi jaikar
ye janak ki lali leke mala chali sathi pane
raghu ke charno me pooja sajane
shiv ka dhanush todne wale ko
mala pahnani hai maryada purushotam parbhu ki
siya bani maharani hai siya bani maharani hai
raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai

honhar ki lila chale na honhar ki lila
kaha tilak ho saka ram ka
mata ne war mange
nagri me cha gayi udasi bhagya bhumi ke jage
chale ram banwas chale ram banwas
reet raghukul raksha ki thani hai
raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai

jab sota sansar jagta jati kuti ke dwar
jagta jati kuti ke dwar
asli tapasya me lakshaman ne
barah baras bitaye
brahmcharay wart ka palan karke
man ke deep jalaye
amar sadhna aisi jiska kahi na milta par
jiska kahi na milta par
bhawna bhari kahani hai sadhna bhari kahani hai
raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai
kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai

maya ka mrig panchwati me jabhi uchalta aaya
kaha siya ne piya hiran ye sone ka man bhaya
gaye kuti ko chhod ram ji gaye kuti ko chhod
gaye kuti ko chhod siya ne tab ye suni duhai
he lakshman he siya
lakshman ko sita ne bheja man hi man uklai
besh badal kar rawan ne apni kholi failai
biksham dehi biksham dehi
biksham dehi dware alakh jagau
bandhi hui biksha lene ko

kaise bhitar aau mai dware alakh jagau
parithwo ke palak ki patni
chura chala abhimani hai
phul pattiya ped puchte kaha ram ki rani hai
kaha ram ki rani hai kaha ram ki rani hai
gagan gali me lali janak ki rat thi hairan
rat thi hairan ram he ram ram he ram
kaha ho mere swami ram
kaha ho antaryami ram ram he ram
lyrics of song Kahani Badi Suhani Hai Ram Ki Amar Kahani Hai
Comments on song "Kahani Badi Suhani Hai Ram Ki Amar Kahani Hai"
TheDeepakp on Thursday, March 13, 2014
FILM: "SATI NAGKANYA" - 1956.
Film cast: Mahipal, Nirupa Roy, S N Tripathi, Samar Roy, Malaya, Sarkar
Singer: Geeta Dutt, Asha Bhosle, Chitragupt, Mohammed Rafi
Lyricist: B.D. Mishra, Saraswati Kumar Deepak, Gopal Singh Nepali
Music Director: S N Tripathi
Film Director: Babubhai Mistri
Mohan Udiavar on Monday, March 19, 2012
Great. Thanks a lot
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sati Nagkanya (1956)
Mahipal, Nirupa Roy, S N Tripathi, Samar Roy, Malaya, SarkarGeeta Dutt, Asha Bhosle, Chitragupt, Mohammed RafiB.D. Mishra, Saraswati Kumar Deepak, Gopal Singh NepaliS N TripathiBabubhai MistriSati Nagkanya at IMDB      Sati Nagkanya at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type