kahani mohabat ki hai mukhtasar
gaya dil se phir woh na aaya idhar
kahani mohabat hai mukhtasar
gaya dil se phir wo na aaya idhar
kabhi koi tha meri rahon ka ek humsafar
kar gaya dil ka wo soona nagar
koi rasta na koi dagar use dhoondon kahan
use paaun kahan aaj mein hoon yahan woh kahan
kahani mohabat ki hai mukhtasar
gaya dil se phir wo na aaya idhar
kabhi koi tha meri rahon ka ek humsafar
kar gaya dil ka wo soona nagar
koi rasta na koi dagar
use dhoondon kahan use paaun kahan
aaj mein hoon yahan woh kahan
neele aasman pe baadal chha rahen hain
panchi apne ghar ko wapas ja rahen hain
use dhoondon kahan use paaun kahan
aaj main hoon yahan woh kahan
kahani mohabat ki hai mukhtasar
duur parbaton pe phool khil rahen hain
pyar karne wale saath chal rahen hain
use dhoondon kahan use paaun kahan
aaj mein hoon yahan woh kahan
kahani mohabat ki hai mukhtasar
gaya dil se phir woh na aaya idhar
kabhi koi tha meri rahon ka ek humsafar
kahani mohabat ki hai mukhtasar
gaya dil se phir woh na aaya idhar
kabhi koi tha meri rahon ka ek humsafar
kar gaya dil ka woh soona nagar
koi rasta na koi dagar use dhoondon kahan
use paaun kahan aaj mein hoon
yahan woh kahan
Nostalgic teens... takes me back to those days, CHILLS... awesome Bilal,
Faisal, Shaan and others... Bring back IndiPop and PakiPop, days of
'Dhaani', 'Tanha Dil', etc. Evergreen song... U GUYS NEED A SEPERATE VEVO
CHANNEL...