kahe dunde ram ko dharti gagan me
kahe dunde ram ko dharti gagan me
ram ko tu dekh le apne hi man me
ram ko tu dekh le apne hi man me apne man me, kahe dunde
phul jo chdaye charno me bhagwan ke
ram hi muskate hai un phulo ki muskan me
ram daras ke pyase jo ram base un nayanan me
ram base un nayanan me
kahe dunde kahe dunde ram ko dharti gagan me
path andhiyare me dikhate parbhu ram hi
deep ki lo banke jagmagate parbhu ram hi
hath me jo rekhaye bagy ki
ram hi ram chhupe unme ram hi ram chhupe unme
kahe dunde kahe dunde ram ko dharti gagan me
jiski kirno se khilti dharti pe dhup hai
aur kuch nahi vo suraj ram ka hi vo roop hai
sham salone ram hi base chanda roopi darpan me
chanda roopi darpan me
kahe dunde kahe dunde ram ko dharti gagan me
kyu itni adir hai tu ram ke milan ko
ram ka hi roop hai tu dekh apne tan ko
daso disaye ram mayi hai ram hai jag ke kan kan me
kahe dunde kahe dunde ram ko dharti gagan me
ram ko tu dekh le apne hi man me apne hi man me
kahe dunde ram ko dharti gagan me
ram jai jai ram jai jai ram raja ram
ram jai jai ram jai jai ram raja ram
ragupati ragav raja ram patit pawan sita ram
ragupati ragav raja ram patit pawan sita ram
sita ram sita ram patit pawan sita ram
sita ram sita ram patit pawan sita ram
ragupati ragav raja ram patit pawan sita ram
ragupati ragav raja ram patit pawan sita ram
ragupati ragav raja ram patit pawan sita ram